After Result - Girls Reaction
Ladki 1 (Rote Huve) - phir se sirf 91%
Ladki 2 (Bahot Rote huve) - 5 baar revise karne k Baad Bhi
sirf 93% kaisa Aa sakte hai number
Ladki 3 (Bahot Jada Rote huve)
- Mai mummy ko kya Mu
Dikhaungi In 92% Number ke
saath...
Ladki 4 (Bahot Bahot Jada
Rote huve) -
Sirf 94%?? kahan kami rah gayi?
--------------------------------------------------
After Result - Boys Reaction
Boy 1 - Tere bhai ne fod
diya is baar..poray 44% hain..
ha ha ha
Boy 2 - Papa to Naach Uthenge
Jab Unhe Pata Chalega ki mai
pass ho gaya by grace ..
hahahahaha
Boy 3 - Wo to sir ne Copy
karne di jo 41 % aa gaye ...
warna To band bajj gaya
tha..hahahahaha
Boy 4 - Main to baal baal
bacha .. Border pe pass ho
gaya pure 35% aaye hai na 1
mark jyada na 1 mark kam,
Muje to yakin hi nhi ho raha
ki me pass ho gaya,
paper check karne wala Devta tha Devta..
No comments:
Post a Comment